Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHouse No 44 (1955)
HomeHouse No 44 (1955)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


heyyyy hmmmm hmmmm hmmm heyyyy hmmmm hmmmm hmmm chup hai dharti chup hai chaand sitaaren mere dil ki dhadkan tujhko pukare chup hai dharti chup hai chaand sitaaren mere dil ki dhadkan tujhko pukare khoye khoye se ye mast nazaare thehre thehre se ye rang ke dhaare khoye khoye se ye mast nazaare thehre thehre se ye rang ke dhaare dhoondh rahen hai tujhko saath humare chup hai dharti chup hai chaand sitaaren mere dil ki dhadkan tujhko pukare aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa kone kone masti phail rahi hai baahen ban kar hasti phail rahi hai tujh bin doobe dil ko kaun ubhaare chup hai dharti chup hai chaand sitaaren mere dil ki dhadkan tujhko pukare nikhra nikhra sa hai chaand ka joban bikhra bikhra sa hai noor ka daaman aajaa meri tanhaayi ke sahaare chup hai dharti chup hai chaand sitaaren mere dil ki dhadkan tujhko pukare
kaisi bansiya aaa bajaayi are kaisi bansiya bajaayi shyamaa sudh bisraayi tarara tarara tarara raa raa bhool gaya yaar tarara tarara tarara raa raa heyyyy oonche sur mein gaye jaa masti mein lehraaye jaa duniya ke baazaar mein apna band bajaaye jaa po po po po po po po pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa oonche sur mein gaye jaa masti mein lehraaye jaa duniya ke baazaar mein apna band bajaaye jaa duniya ke bojh ko sar se utaar de chinta ke bhoot ko bandook maar de haan duniya ke bojh ko sar se utaar de chinta ke bhoot ko bandook maar de kyun bhai maine theek kaha haan haan tumne theek kaha are tab phir maine theek kaha oonche sur mein gaye jaa masti mein lehraaye jaa duniya ke baazaar mein apna band bajaaye jaa uuu uuu uu uuu duniya ki gaadiyaan haan duniya ki gaadiyaan chalti hain jhoot par duniya ko maar de baate ke boot par haan haan duniya ki gaadiyaan chalti hain jhoot par duniya ko maar de baate ke boot par kyun bhai maine theek
peechhe peechhe aa kar chhu lo humein paa kar chhup chhup jaana ho peechhe peechhe aa kar chhu lo humein paa kar chhup chhup jaana o ho o ho aa ha aaaa aaaa peechhe peechhe aa kar chhu lo humein paa kar chhup chhup jaana ho o ho ho ho aa haa haa haa dekho naa babu ji daayein baayein o ho ho paaon kahin ulajh naa jaayen aa haa haa dekho naa babu ji daayein baayein aa haa haa paaon kahin ulajh naa jaayen o hoo hoo chaahat ke raste mein pher bade hain giroge phisal ke chalna sambhal ke chhup chhup jaana o hoo o hoo aa haa aaaa aaaa peechhe peechhe aa kar chhu lo humein paa kar chhup chhup jaana hooo chori chori aa ke more saiyan o hoo hoo choomo aur thaamo mori baiyaan hmm hmm hmm chori chori aa ke more saiyan aa haa haa choomo aur thaamo mori baiyaan o ho ho jaao ji tumse diler bade hain aaye jo akad ke maarungi pakad ke chhup chhup jaana o ho o ho aa haa aaaa aaaa peechhe peechhe aa kar chhu lo humein paa kar chhup chhup jaana hoo oo hoo ho hoo aaa haa haa haaa
aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa phaili huyi hai sapnon ki baahen aaja chal de kahin door wohi meri manzil wohi teri raahen aaja chal de kahin door phaili huyi hai sapnon ki baahen aaja chal de kahin door wohi meri manzil wohi teri raahen aaja chal de kahin door khuli ghata ke saaye tale chhup jaaye dhundhali fiza mein kuchh khoye kuchh paayen khuli ghata ke khuli ghata ke saaye tale chhup jaaye dhundhali fiza mein kuchh khoye kuchh paayen saason ki lai par koi aisi dhun gaaye de de jo dil ko dil ki panaahen aaja chal de kahin door phaili huyi hai sapnon ki baahen aaja chal de kahin door aaaaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaaaaa jhula dhanak ka dheere dheere hum jhule ambar to kya hai taaron ke bhi lab chhoo le jhula dhanak ka jhula dhanak ka dheere dheere hum jhule ambar to kya hai taaron ke bhi lab chhoo le masti mein jhoome aur kabhi ghum bhoole dekhen na peechhe mud ke nighaahen aaja chal de kahin door phaili huyi hai sapnon ki baahen
hmm hmm hmmm hmm hmm hmmm aa aa aa haa aa aa haa aa aa aa teri duniyaan mein jeene se to behtar hai ki marr jaanyen wohi aansoo wohi aahein wohi ghum hain jidhar jaanyen teri duniyaan mein jeene se to behtar hai ki marr jaanyen koi to aisa ghar hota jahaan se pyaar mil jaata aa aa aa aa koi to aisa ghar hota jahaan se pyaar mil jaata wohi begaane chehre hain jahaan ponhchhain jidhar jaanyen teri duniyaan mein jeene se to behtar hai ki marr jaanyen ho ho ho o o o haa haa hmm hmm hmm are o aasmaan waale bataa iss mein bura kya hai are o aasmaan waale are o aasmaan waale bataa iss mein bura kya hai khushi ke chaar jhonke gar idhar se bhi gujar jaanyen teri duniyaan mein jeene se to behtar hai ki marr jaanyen
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chup Hai Dharti House No 44 (1955) 03:10 13342
 
Poster of House No 44 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:10   Song Number : 13342   

Oonche Sur Mein Gaaye House No 44 (1955) 04:01 18124
 
Poster of House No 44 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:01   Song Number : 18124   

Peechhe Peechhe Aa Kar House No 44 (1955) 03:59 36350
 
Poster of House No 44 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Kalpana Kaartik
Duration : 03:59   Song Number : 36350   

Phaili Huyi Hai Sapnon Ki Baahen House No 44 (1955) 03:36 12231
 
Poster of House No 44 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kalpana Kaartik
Duration : 03:36   Song Number : 12231   

Teri Duniyaan Mein Jeene House No 44 (1955) 03:00 13343
 
Poster of House No 44 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:00   Song Number : 13343